MTV Hustle: RCR’s – Hazaro Gum Seh Gaya Rap Lyrics
Mtv Hustle has indeed provided a huge platform for all the budding rap artists who are immensely talented and just needed a kick to start their rapping careers. And it is for Mtv Hustle that we can witness some enchanting rap performances like that of RCR’s Hazaro gham seh gaya. This rap is just mind blowing. This is because of the heart wrenching and conversational lyrics. The rap talks about the mental and emotional struggle that every person goes through at one point of time. RCR is just unique and versatile as he can pen down all those deep dark thoughts hidden deep in our hearts which we cannot always give a voice to. Every person suffering from a bad phase in life can relate to this rap. RCR’s rapping skills and timing both are just mesmerising and do not fail to bewitch us. So here we present the lyrics of this enthralling rap to you which you can listen and get addicted to and feel better.
Contents (Post Overview)
Hazaro Gham Seh Gaya Lyrics
Insaan ke dil me
Bohot kuch hota hai jo
Wo kisi ko bata nahi sakta
Or kuch cheezy bayaan karne
Ke liye shabad he nahi hote
Isey me rap nai kahunga
Ye ek dil ka gubbaar hai
Jo muddat se dil me tha
Jab ap ko koyi samajh nahi paata
Jab aap struggling ke daur me hote ho
Or nakaamyaabi bebasi bekaraari
Lafzon par gaur kijiye
Samajh se me pare hu Na socho mere baare
Badle me mili laat Jinko diye sahaare
Star Life me bhai banke saath the mere
Aaj nahi waqt haq me to chhod gaye saare
Kya hua jo kisi ne suna mera gaana nahi
Kya hua Mumbai me mera koyi thikaana nhi
Mussibato me apno ne kie phone band
Kya hua jo 2 din se khaaya maine khaana nahi
Gareebi me aankhon ne samundar bhar liye
Jo kitaabe na sikhaaye maine woh padh liya
14th October janam din ke chalte
Koi party na maangle phone off kar lia
Alam-ae-gum abb sikha nahi jaata
Khusiyon ke liye or bika nhi jaata
Khush hun yaaro jis haal me bhi hu
Fizool-be-dard or likha nahi jata
Assaan nhi hota sab paake sab gawaana
Assaan nhi hota khud ro kar sabko hasaana
Jhoot to zubaan pe ab sach ki tarah hai
Asaan nhi hota tootke khush hu bataana
Yeh dil chup chap hazaron gham seh gaya
Kuch tu tha dil me jo dil me he reh gaya
Yeh dil chup chap hazaron gam seh gaya
Kuch tu tha dil me jo dil me hi reh gaya
Yeh dil chup chap hazaaron ghum seh gaya
Kuch tu tha dil me jo dil me hi reh gaya
Yeh dil chup chaap hazaaro gham seh gaya
Kuch tu tha dil mein jo dil me hi rah gya
Nakaamyaabi ka mujhse rishta mujhse puraana hai
Bura wakt maa kasam mera hi diwaana hai
Aye dene waale zara dekh ek nazar
Mere paas nahi paise ilaaz maa ka karaana hai
Aankho me aansu liye bheed me akela
Sab dekh rahe sab tamaasha jaise laga koi mela
Shabdo se bayaan nhi hogi dastaan zindagi
Koi jail nahi bhai kasam se jo mene jhela
Meri baat tum ko yeh jo lagti hai jhoot
Yeh baate rehne do
Chhod do mujhe mere haal pe ghutne
Do maarne mujhe sehne do
Rota raha chaddar mein deke sar sab ke saamne
Hasta raha zehar hi zehar tha har ek pal
Sadko par bhatakta raha dene ko dilaasa
Aate the sab diye nahi sahaara kisi ne tab
Pathar samajh thokar lagta the
Beeta tha jo mujh bjantram
Nassiyat dene waale yahan aam
Bik jaate hai
Saath dene waale log nazar
Kahan aate hai log
Bharose pe bhi ab
Bharosa na raha
Daam badhaake dekho
To insaan bik jaate hai
Akela hu par
Rab mera saath hai
Dhaadu ghaayal hoke mujhe
Me sheron si baat hai
Raja taja kaala aage bhi raja rahuga halat
Mujhe todd de inki itni na aukaat hai
Bhuka raha magar kabhi haath na failaaya
Rehne diye ghaav kabhi malam na lagaaya
Padta na fark ab patthar hai seena
Suhkriya madat karne koi saamne na aaya
Yeh dil chup chap hazaaron gham seh gaya
Kuch tu tha dil mein jo dil mai hi reh gaya
Ye dil chup chap hazaron gum seh gaya
Kuch tu tha dil me jo dil mein hi reh gaya
Ye dil chup chap hazaron gham seh gaya
Kuch tu tha dil me jo dil mein hi rh gaya
You may also like:
Leja Kahin Door Khuda Rap Lyrics
Papa Aaj Aapse Kuch Kehna Hai Rap Lyrics
Inhe Naachne Ka Shauk Hai Rap Lyrics
Video
Rap Credits
Rap/Song Title: Hazaaro Gum Seh Gaya
Singer/Artist: RCR Rapper
Lyrics by RCR
Music Label: MTV Hustle
Releasing Year: 2019
Language: Hindi